TUM HO TO ME HU

 Tujhe agosh me leke  baho me chupa lu
Ud ke tujhe sagar me ghuma
Teri jhimil aankho me doob jau
Tujhme  khud ko dekhu or kho jau

Tu meri hmnva tu mera hmsafar
Tu hi dilbar tu hi sathi
Tu hi mobbat tu hi sanjidgi

Ahasa tera ruh ho ruhani kar gya.  Jab mila sath tera to lahu ko gada  kar gya

Teri aadat ko apna manjar bnau Tujh par hi shuru Tujh par hi khatam ho jau

Es Milan ki bela ko aaj me  yadgar bnau  tujhe chum lu or apni rani bnau

Mere jism ko aaj aesa sehla tu ki ROM ROM me tera hi ashk dikhe tere badan ko itna pyar du me ki meri khushbu tere jism me khoon jesi doode

Tumhare ishak hm par mahroom ho gya
Jab dil juda tumse
To khoon bhi  maksood ho gya

Mulakat halat  ko jva  kregi
Baju ki bediya
Lhu ko chumegi
Dilo ki dhadkan  sanso ko rokegi
Jab  chram hoga mobbat ka
To aftab ki roshni me chadni brsegi

Hm juda hokar bhi jude  hote hai fek sirf itna hai ki tum ahsas me thoodti ho or hm  ROM me khoye rakhte hai


Har gujrte lmhe me tum har aate huye pal me tum ho
Tum ho to ahsas hai jeene  ka
Tum ho to me hu



Comments

Popular posts from this blog

A story by me part III