Ishak andaj e najrana

Ishak  Andaj e najrana 


Ishak andaj e najrana 
Kisi ki Khushi ke liye us ki Khushi me shrik hona . Kisi ki Khushi ke liye uski khusi banna .
Kisi  ko khush krne ke liye use Khushi Dena . Ishak andaj hai e najarana 


Har masum sunahe har spane lubhane hasta rota hu me akele najre chupa ke ...


Aankho me aaj kuch or hi chmak rahti hai 

Jab najre chhuki ho  tere samne  to bas Teri hi chlti hai 
Din rat uhi kat Jate hai aapki sath me  or jab jati ho chhor kar  Tu ruswaiya aati hai .....
Ishak andaj e najrana 

Vo din hi kuch or the   jab ham ek dusre me khoye the jra si taklif me rote bilkhte the 

Sath aaj  hokar bhi dard sahte hai 
Khte hai ki Kisi ki takat banna use pyar kahte hai 
Kahte hai ki Kisi ke Khushi ke liye apni Khushi mar Dena use pyar khte hai 
 Lekin meri khta kya hui Jo rooth gye vo mujhse 
Hmne to sirf itna chaha ki hmari peche hmara pyar ho hme savarne ke liye 
Hm jab toote bikhre or thak Jaye duniya se 
To pyar ki god me aakar so Jaye 
Usi baho me sma Jaye  use lpet   Kar khud me smet le 

Ajij hote hai jasbat hmare jo juba se na Nikal Kar aankho se niklte hai 

Milti nigahe bhi churana koi unse seekhe jinke dil me sirf hm baste hai 
U to unki muskurahat  me bhi hmara alam hai
 lekin  unke rato ki neend me bhi hm spne bante hai 
Ishak adanj e najrana 


 Aankho ka chharna bhi hm bante hai  balo ki jhalar me bhi hm mahkte hai  

Subh Ka  daman bhi hm bante hai  sham ki ksias bhi hm bante hai 
Jab judti hai Bela Subh Ka  daman bhi hm bante hai  sham ki ksias bhi hm bante hai 

Jab judti hai Bela   sitam ki tanhai  ki

Kasam Teri Yaad aati mojudgi e judai ki
Aajkal  achnak bethe bethe hasne lgta hu 
Logo ki khani sunkar beech me rone lgta hu 
Tum kahti thi na jab door jaungi to pta chlega tumko 
Aaj din me bhi khud me nhi tha  sham me bhi nhi 
Tumne mere se Mere ko  chhin liya  kya itna kafi nhi ........
Ishak andaj e najrana 

Tasveer ke share yade yad aati hai un yado me sirf tum najar aati ho  ... 

Lekin mujhe yad hai Teri bat Jo tune Jane se phle khi thi
Ki Tu hsta bhi Mera ki Tu rota bhi Mera ki Tu Jan bhi  Mera  or akhiri Raj bhi Mera ........
Ishak andaj e najrana 

Comments

Popular posts from this blog

A story by me part III