Posts

Showing posts from 2017

Ishak andaj e najrana

Ishak  Andaj e najrana  Ishak andaj e najrana  Kisi ki Khushi ke liye us ki Khushi me shrik hona . Kisi ki Khushi ke liye uski khusi banna . Kisi  ko khush krne ke liye use Khushi Dena . Ishak andaj hai e najarana  Har masum sunahe har spane lubhane hasta rota hu me akele najre chupa ke ... Aankho me aaj kuch or hi chmak rahti hai  Jab najre chhuki ho  tere samne  to bas Teri hi chlti hai  Din rat uhi kat Jate hai aapki sath me  or jab jati ho chhor kar  Tu ruswaiya aati hai ..... Ishak andaj e najrana  Vo din hi kuch or the   jab ham ek dusre me khoye the jra si taklif me rote bilkhte the  Sath aaj  hokar bhi dard sahte hai  Khte hai ki Kisi ki takat banna use pyar kahte hai  Kahte hai ki Kisi ke Khushi ke liye apni Khushi mar Dena use pyar khte hai   Lekin meri khta kya hui Jo rooth gye vo mujhse  Hmne to sirf itna chaha ki hmari peche hmara pyar ho hme savarne ke liye  Hm jab toote bikhre or thak Jaye duniya se  To pyar ki god me aakar so Jaye  Usi baho me sm

Ray of new Image - Kiran

Kisi ke pegam ke aane ki kiran  Kisi ke Jane ke bad lout kar aane ki kiran Kisi ke najro me  ijjat/smman  ki kiran Kisi ke hone me mhfooz hone ki kiran Kisi ke salam ki kiran kisi ke duao me kiran Kisi se sunne ki kiran kisi ko sunane ki kiran Kisi ko btane ki kiran kisi ko jtane  ki kiran Sanjh ko udti pavan me kiran Badalo ke beech jhupte suraj ki kiran Rat ko chandni ki kiran subh aapke muskurane ki kiran Shma jle to prem ki kiran Dhwesh ho to klesh ki kiran Taklif me ho to ummed kiran Jmmen me ho  udne ki kiran Akele ho   to judne ki kiran Kisi ki yado ki kiran kisi ke bgavat ki kiran kisi ke sifarish ki kiran Kisi ki gujarish ki kiran Kisi ke dewangi ki kiran Kisi ke  pagalpan ki kiran Kiran sirf kiran ......... Umeed har kisi se nhi bandhti Rista har kisi se nhi judta Ujale hone  ke  liye sirf ek kiran kafi hoti hai Baki kam to apne aap mukkamal ho jata hai Jate  jate  kiran bhi gahraiya.  Chhod jati hai Andhere  se ldn

Depert

                                                         Depert Ek rang ki chah  thi Ek daman ki chhav thi Khusub mitti ki Mere mathe ki shan thi Ek armano ki sham thi Ek riste ki sougat thi Door man mera  dol gya Jab khabar aayi ki vo gujar gya HVA ka rukh bhi badal  gya Na Jane vakat kyu ther  gya Tirnge ke liye fir ek jvan shhid ho gya Kyu kisi ke mathe ki bindiya ujad gyi  kyu kisi bahan se uska bhai chhot gya  kyu ma ke  keleje ka tudka aaj tirnge ke kafan me so gya Kyu pita ka shara  unhe chhod gya Aankhe nam hui seena chhoda  hua Desh ke liye aaj fir ek Javan bharat mata ki god me so gya Ye nihrate  nojvano Naman kro unhe Jo tumhe aajadi dete hai Apni jindi  tumhare jeevan ko surchhit  krne ke liye smarpit karte Hai